“Sai Silks (Kalamandir) IPO Review”


Sai Silks (Kalamandir) IPO Review

2005 mai established yeh ethnic apparel company Sai Silks Kalamandir (SSK) apna IPO nikaal raha hai…Aayie chaliye dekhte hain iss IPO ka details:

Ab dekhte hain Company ke baare mai:

Company Ke 4 South Indian states (Andhra Pradesh, Telangana, Karnataka, and Tamil Nadu) mai 54 stores hain.

Aur 4 type ke alag alag stores –

Kalamandir: Sarees – Tusser, Silk, Kota, Kora, Khadi, Georgette, Cotton, and Matka.

FREE डीमैट खाता खोलने के लिए यहां क्लिक करें.

VaraMahalakshmi Silks: Premium ethnic silk sarees, handlooms – Banarasi, Patola, Kota, Kanchipuram, Paithani, aur Organza, Kuppadam, aur Kacheepuram silk sarees.
Mandir: Ultra-premium designer sarees targeting high net worth individuals – Banarasi, Patola, Ikat, Kanchipuram, Paithani, Organza, aur Kuppadam.
KLM Fashion Mall: affordable fusion wear, sarees for daily wear, western wear for women, men, and children.
Company e-commerce channel se bhi apne products sell karti hain..
Kya hai IPO objectives?
Funding capital – 30 naye stores ke setup ke liye

Funding capital – 2 warehouses ke setup ke liye

Funding – working capital requirement.

Repayment – Borrowings availed by the company.
General corporate purposes.
Ab dekhte hain Company ke Key Performance Indicator

FREE डीमैट खाता खोलने के लिए यहां क्लिक करें.

🖕 Click Here

 

KPI
Values
P/E (x)
27.37
Post P/E (x)
34.91
Market Cap (₹ Cr.)
3404.73
ROE
27.96%
ROCE
23.55%
Debt/Equity
0.87
EPS (Rs)
8.11
RoNW
24.56%

 

Peer Comparison

Company Name
EPS (Rs)
NAV (per share) (Rs)
P/E (x)
RoNW (%)
EPS Basic
EPS Diluted
Sai Silks (Kalamandir) Limited
8.11
8.11
33.02

24.56
Vedant Fashions Limited
17.68
17.68
57.66
71.29
30.65
TCNS Clothing Co. Limited
-2.75
-2.75
99.10

 

Go Fashion (India) Limited
15.33
15.33
96.36
87.74
15.91
Aditya Birla Fashion and Retail Limited
-0.38
-0.38
35.24

 

Shoppers Stop Limited
10.59
10.59
18.79
69.34
56.30
Trent Limited
12.51
12.51
74.91
163.76
14.78

 

Company Highlights:

Ethnic ware mai company Top 10 retailer mai se ek hai, aur sarees mai major focus hai
Issue fully priced hai lekin listed peers ke hisaab se kam hai – TCNS, ABFRL.
RoE Margins kaafi acha hai

Kya keh rahe hain brokers?

Reliance Securities – Apply
Ventura Securities – Apply
Capital Market – Avoid (Rating 42)

2013 mai bhi company ne IPO ka try kia tha..Lekin, 10 saal mai company ne kaafi kuch improve kia hai. Brokers aur analysts ka kehna hai ki well informed investors medium se long term ke liye invest kar sakte hain.

🖕 Click Here